Tujhse naraz nahi zindagi Hairaan hoon main
Tujhse naraz nahi zindagi Hairaan hoon main Ho.. Hairaan hoon main Tere masoom sawaalon se Pareshaan hoon main Ho.. Pareshan hoon main Jeene ke liye socha hi nahi Dard sambhalne honge Jeene ke liye socha hi nahi Dard sambhalne honge Muskuraaye toh muskuraane ke Karz utarne honge Muskuraaun kabhi toh lagta hai Jaise hothon pe karz rakha hai Tujhse naaraz nahi zindagi Hairaan hoon main Ho.. Hairan hoon main Aaj agar bhar aayin hain Bundein baras jaayengi Aaj agar bhar aayin hain Bundein baras jaayengi Kal kya pata innke liye Aankhen taras jaayengi Jaane kab ghum hua, kahaan khoya Ek aansu chhupa ke rakha tha Tujhse naraaz nahi zindagi Hairaan hoon main Ho.. Hairaan hoon main Tere masum sawaalon se Pareshaan hoon main Ho.. Pareshan hoon main! LYRICS IN HINDI तुझसे नाराज़ नहीं ज़िन्दगी हैरान हूँ मैं, हो हैरान हूँ मैं तेरे मासूम सवालों से परेशान हूँ मैं, हो.... परेशान हूँ मैं तुझसे नाराज़ नहीं ज़िन्दगी हैरान ह...